Pata Nahi

Pata Nahi

Band hai kamroo mein hum,
Kal ka kuch pata nahi,
Kehne ko toh insaan hai hum,
Insaniyat ka pata nahi.

Jab mila hai waqt hume,
“Kya karenge” yeh pata nahi,
Bhaagti is Zindagi mein,
Shayad rukna kabhi sikha nahi.

– Suri