Muskaan
Mushkil agar waqt hota,Toh dhairya jaan jaate,
Sahi sawaal agar puchte,
Toh tum jaan jaate.
Toh dhairya jaan jaate,
Sahi sawaal agar puchte,
Toh tum jaan jaate.
Himmat ka ek kadam aage badhate,
Shayad Zindagi ko jaan jaate,
Agar naakam bhi hote Yaha,
Toh galib tajurbe ko jaan jaate.
Aate hai waqt par firse,
Aap Khayalo mein ghum toh nahi jaate,
Haan waqt thoda mushkil zarur hai,
Par aap thoda sa kyu nahi muskurate.
– Suri